10.9.17

Cuelinks se 1000+ affiliate programs ko join karke paise kamaye


Cuelinks all in one affiliate network se 1000+ affiliate program ko join kare

Affiliate marketing ek bahut hi accha tarika Hai online paise kamane ka affiliate marketing Kya Hai. Aur Esse paise kaise kamaate Hai Maine pahle ki post me bataya Hai agar aap nahi jante to us post ko padhe
Aaj hum baat karenge third party (all in one) affiliate program ke baare me Cuelinks ek best affiliate network hai jaha se aap bahu acchi income kar sakte hai. aaj ke post me main online business ideas in hindi ki jankari de raha hu ki kaise aap online affiliate program ko join karke paise kaman sakte hain


Third party affiliate program kya Hai?


Third party affiliate Website dusre websites ke affiliate link ko generate karke hume deta Hai aur us link se product shell karne par commission me se apne profit nekaal kar paise Hume de deta Hai. Third party website ko join karke aap kisi bhi website ke Affiliate program ko join kar sakte Hai.


Cuelinks Kya Hai Esse paise kaise kamaye:

Cuelinks.com ye ek third party Affiliate network Hai Jo dusre companyo jaise Amazon, Flipkart, paytm, jabong etc. ke products ka Affiliate link generate karke aapko deta Hai Cuelinks 3 types ke affiliate
Program provides karta hai.
CPC-( COST PER SELL )
CPL-( COST PER LEAD )
CPI- ( COST PER INSTALL )

kisi affiliate program se Jada paise aap Cuelinks se Kama sakte hai kuki aapko Puri chut milti hai aap kisi bhi site ke products ka affiliate link generate kar sakte hai
Cuelinks me 1000+ website ke products ka affiliate link generate kar sakte hai.


Cuelinks me affiliate link generate kaise kare:

Step#1:
Sabse pahle Cuelinks ko register kare yeha click kare

Step#2:
apni details daalkar register kare. Register karne ke liye aapke paas ek website ya blog hona jaruri hai.

Ye padhe-
5 minutes me blogger.com se free blog kaise banaye
• free me WordPress hosting kaise kharide

Step#3:
Email id varify kare aapka account 24 hours me active ho jayega. Uske baad apna account login kare.



Step#4:
Dashboard open hone ke Baad Manu me campaign explorer ke option me jaye aur jis website ke products ka affiliate link generate karna chahte hai us website ko search kare

Step#5:
Jis company ka affiliate link generate karna chahte hai uske product ka link Cuelinks me pest kare aur generate link par click kare aapka affiliate link generate ho jayega ab us link ko copy kare aur blog ya social media par Shere kare.


Cuelinks se payment withdraw kaise kare:

Cuelinks ek third party affiliate network hai eske baare me aap Jaan chuke hai. Cuelinks se paise kamane ke liye products ka affiliate link generate kare aur us link se products sell kare ye kaam karke Cuelinks se acchi Earnings kar sakte hai. Cuelinks se minimum ₹500 aap Apne bank me withdraw kar sakte hai.

1 comment:

  1. Bro aapka theme bhut acha hai aap mujhe ye theme DE sakte hai plz

    ReplyDelete